بسم اللہ الرحمن الرحیم
🌹🌹 *بسم اللہ الرحمن الرحیم* 🌹🌹
*قرآن کریم کی معلومات:*
*1)dunya me kul kitne**ambiyan kiramعلیہ السلام tashrif laey? Kam wa besh 1lakh24hazar ambiyan kiram tashrif laye.*
*2)dunya me kul kitne rasule azam tashrif laye? 313.*
*3)aasmani 4 kitabain konsi hai? Taorat, zabur, injil or quran majid hai.*
*4)taorat kis paigamber pr nazil hui? Hazrat musa علیہ السلام pr nazil hui.*
*5)zabur kis paigambar pr nazil hui? Hazrat dawood علیہ السلام pr nazil hui.*
*6)injil kis paigamber pr nazil hui? Hazrat isa علیہ السلام pr nazil hui.*
*7)Quran majid kis paigamber pr nazil hui? Hazrat mahommad مصطفی صلی اللہ علیہ وسلم pr nazil hui.*
*8)aap صلی اللہ علیہ وسلم pr sub se pehli wahi konse pahad pr nazil hui? Gaare hira pr nazil hui.*
*9)aap صلی اللہ علیہ وسلم pr sub se pehle konsa surah nazil hua? (Sura علق) nazil hua.*
*10) آپ صلی اللہ علیہ وسلم pr sub se pehle kitni aayat ka nuzul hua? 5 aayat ka nuzul hua.*
*11)ap صلی اللہ علیہ وسلم ne sub se pehle wahi ki itla kisko di? Hazrat khadija r.a ko di.*
*12)aap صلی اللہ علیہ وسلم pr jb wahi ka nuzul hota to unki kefiyat kya hoti thi? Aap s.a pr larza tari hota tha.*
*13)quan majid me kul kitne ruqu hai? 540*
*14)quran majid me kul kitni manzil hai? 7 hai.*
*15)quran majid me kul kitne sureh hai? 114 hai.*
*16)quran majid me kul makki sureh kitni hai? 86 hai.*
*17)quran sharif me kul madni sureh kitni hai? 28 hai.*
*18)quran majid ka lafzi maani kya hai? Iska lafzi maani Baar baar padhi jaane wali kitab hai.*
*19)quran majid me kul kitni aayat hai? 6666 aayaat hai.*
*20) aap صلی اللہ علیہ وسلم pr jb sub se pehli wahi ka nuzul hua to unki kaifiyat kya hui thi? Aap صلی اللہ علیہ وسلم pr larza taari hua tha.*
*21)nabi ka lugwi maani kya hai? Gaib ki khabar dene wala hai.*
*22)iqra ka matlab kya hai? Padho hai.*
*23)aap صلی اللہ علیہ وسلم pr quran majid ka nuzul kis maah me hua? Maahe ramzanul mubarak me hua.*
*24)aap صلی اللہ علیہ وسلم pr kis k zariye se wahi ka nuzul hota tha? Hazrat jibrail a.s k zariye se aap s.a pr wahi ka nuzul hota.*
*25)aap صلی اللہ علیہ وسلم pr sub se pehli wahi k nuz نزول k waqt aapki umer mubarak kya thi? 40 saal thi.*
*26)mukammal aap صلی اللہ علیہ وسلم pr wahi nuzul hone me kitne arse lage? Taqriban 23 saal lage.*
*27)quran majid ki konsi sureh quran majid ka dil hai? Sureh yaaain hai.*
*28)Quran majid me konsi aayat ko aayaton ki sardar kahan jata hai? Ayatal kursi آئیتلکرسی ko aayaton ki sardar kahan jata hai.*
*29)quran majid me sub se bada surah konsa hai? Sureh bakarah بقرہ hai.*
*30)quran majid me sub se chota surah kon sa hai? Sureh kosar کوثر hai.*
*31)quran majid me konsa surah hai jis k shuru me bismillah nhi hai? Sureh tauba توبہ k shuru me bismillah nhi hai.*
*32)quran majid k kia paare me sureh tauba hai? 10we paare me hai.*
*33)Quran majid me sub se pehla sajda kis paare me hai? 9we paare me hai.*
*34)Quran majid me kul kitne paare hai? 30hai.*
*35)Ap صلی اللہ علیہ وسلم pr quran majid kis tarah nazil hota tha? Wahi k zarye se nazil hota tha.*
*(36)quran majid k aakhri paare me kitne sureh hai? 37 hai.*
*37)quran majid me konsi sureh ek saath nazil hui? 2 sureh ek saath nazil hui, sureh falaq or sureh naas.*
*38)quran majid kb nazil hua? 17 ramzanul mubarak baroze jumma bamutabiq 14 agust 21wi.*
*39)quran majid me ale musa ale haroon kitni martaba aya hai? Ek martaba aya hai.*
*40)quran majid me ale imran kitni martaba aya hai? Ek martaba aya hai.*
*41)quran majid me mahommad (محمد مصطفی صلی اللہ علیہ وسلم)kitni چ martaba aya hai? 2 marataba aya hai.*
*42)quran majid me sub se ziyada tawil zikr kis pambar پیغمبر ka hua hai? Musa علیہ السلام ka sub se ziyada tawil zikr hua hai.*
*43) quran majid me musa علیہ السلام ka اسم گرامی isme girami kitni martaba aya hai? 99 martaba aya hai.*
*44)quran majid me insan ka zikr kitni martaba aya hai? 65 marataba aya hai.*
*45)quran majid میں admi ka zikr kitni بار hua hai?24 martaba hua hai.*
*46)quran sharif me aurat ka zikr kitni martaba hua hai? 24 martaba hua hai.*
*47)quran majid me auliyaey اولیائے کرام kiram ka zikr kitni martaba aya hai?37 مرتبہ ہواہے۔*
*48)quran majide admi ka zikr kitniartaba hua hai?24 martaba hua hai.*
*49)quran sharif me aurat ka zikr kitni martaba hua hai? 24 martaba hua hai.*
*50)quran majid me auliyaey kiram ka zikr kitni martaba aya hai?37 martaba aya hai.*
*51)quran majid me qayamat ka zikr kitni martaba aya hai 70 martaba aya hai.*
*52)quran najid me jannat ka zikr kitni martaba hua hai?140 martaba hua hai.*
*53)quran majid me jahannum ka zikr kitni martaba hua hai?70 martaba hua hai.*
*54)quran majid me zindagi ka zikr kitni martaba hua hai? 145 martaba hua hai.*
*55)quran majid me mot ka zikr kitni martaba hua hai?145 martaba hua hai.*
*56)quran majid me lail yaani raat ka zikr kitni martaba hua hai?91 martaba hua hai.*
*57)quran majid me aakhirat ka zikr kitni martaba hua hai?115 martaba hua hai.*
*58)quran majid me nihar din kitni ka kitni martaba zikr hua hai?97 martaba hua hai.*
*59)quran majid me arsh ka zikr kitni martaba hua hai? 24 martaba hua hai.*
*60)quran majid me rizaq ka zikr kitni martaba hua hai?119 martaba hua hai.*
*61)quran majid me rehmat ka zikr kitni martaba hua hai? 115 martaba hua hai.*
*62)quran majid me mashriq wa magrib ka zikr kitni martaba hua hai? 10 martaba hua hai.*
*63) quran majid me shams ka zikr kitni martaba hua hai? 33 martaba hua hai.*
*64)quran sharif me qamar yani chand ka zikr kitni martaba hua hai? 24 martaba hua hai.*
*65)quran majid me najam yani tare ka zikr kitni martaba hua hai? 13 martaba hua hai.*
*66)quran majid me khajur ka zikr kitni martaba hua hai? 20 martaba hua hai.*
*67)quran majid me angur ka zikr kitni martaba hua hai? 9 martaba hua hai.*
*68)quran majid me anar ka zikr kitni martaba hua hai? 3 martaba hua hai.*
*69)quran majid me zaitun ka zikr kitni martaba hua hai.*
*70)quran majid me shaitan ka zikr kitni martaba hua hai? 88 martaba hua hai.*
*71)quran majid me dunya ka zikr kitni martaba hua hai? 115 martaba hua hai.*
*72)quran majid me sabar ka zikr kitni martaba hua hai? 92we martaba hua hai.*
*73) quran majid me iblis ka zikr kitni baar hua hai? 11 martaba hua hai.*
*74)quran majid me madina ka zikr kitni baar hua hai? 15 baar hua hai.*
*75)quran majid me shahed ki makhki ka zikr kitni martaba hua hai? 1 martaba hua hai.*
*76)quran majid me makhkhi ka zikr kitni martaba hai? 2 martaba hua hai.*
*77)quran majid me machchar ka zikr kitni martaba hua hai? 1 martaba hua hai.*
*78)quran majid me makdi ka zikr kitni martaba hua hai? 2 martaba hua hai.*
*79)quran majid me ababil ka zkr kitni martaba hua? 1 martaba hua hai.*
*80)quran majid me batair ka zikr kitni martaba hua hai? 3 martaba hua hai.*
*81)quran majid me kawwa ka zikr kitni martaba hua hai? 2 martaba hua hai.*
*82)uran majid me juwein ka zikr kitni martaba aya hai? 1 martaba aya hai.*
*83)quran majid me machli ka zikr kitni martaba aya hai? 4 martaba aya hai.*
*84)quran majide machliyon ka zikr kitni martaba hua hai? 1 martaba hua hai.*
*85)quran majid me bakriyan ka zikr kitni martaba aya hai.*
*86)quran majid me bakri ya bakriyo ka zikr kitni martaba aya hai? 3 martaba aya hai.*
*87)quran majid me mendak ka ka zikr kitni martaba aya hai? 1 martaba aya hai.*
*88)quran majid me ghode ka zikr kitni martaba aya hai? 3 martaba aya hai.*
*89)quran majid me ghodon ka zikr kitni martaba hua hai? 1 martaba hua hai.*
*90)quran majid me tiddiya ka zikr kitni martaba hua hai? 2 martaba hua hai.*
*91)quran majid me dumbi ka zikr kitni martaba hua hai? 4 martaba hua hai.*
*93)quran majid me bhaidya ka kitni baar zikr hua hai? 3 baar hua hai.*
*94)quran majid me haathi ka zikr kitni martaba hua hai? 1 martaba hua hai.*
*95)quran majid me khachar ka zikr kitni martaba hua hai? 1 martaba hua hai.*
*96)quran majid me gaaey ka zikr kitni martaba hua hai? 15 martaba hua hai.*
*97)quran majid me oont wa ootni ka zikr kitni martaba hua hai? 15 martaba hua hai.*
*98)quran majid me sher ka zikr kitni martaba hua hai? 1 martaba hua hai.*
*99)quran majid me bachda kitni martaba aya hai? 10 baar aya hai.*
*100)quran majid me saanp ka zikr kitni martaba hua hai? 4 martaba hua hai.*
*101)quran majid me bandar ka zikr kitni martaba aya hai? 3 martaba aya hai.*
*102)quran majid me ghade ka zikr kitni martqba hua hai? 5 martaba hua hai.*
*103)quran majid me kutta kitni martaba zikr aya hai? 5 martaba aya hai.*
*104)quran majid me khinzir ta suwwar ka zikr kitni baar hua hai? 4 martaba hua hai.*
*105)quran majid me mahommad saw ka isme mubarak kitni martaba aya hai? 4 martaba aya hai.*
*106)quran majid me hazrat nooh a.s ka isme mubarak kitni martaba aya hai? 40 martaba aya hai.*
*107)quran majid me hazrat haeyya a.s ka isme giraami kitni martaba ata hai.*
*108)quran paak me lafz mahommad kitni martaba aya hai? Sirf 4 martaba aya hai.*
*109)quran paak me lafz ahmed kitni martaba aya hai? Sirf 1 martaba aya hai.*
*110)quran paak kb nazil hota tha? Raat k waqt nazil hota tha.*
*112)quran paak me ahmed lafz konse sureh me aya hai? Sureh assef k pehle ruqu me aya hai.*
*113)quran paak me meqail a.s ka zikr kitni martaba hua hai? 1 martaba hua hai.*
*114)quran paak me haamaan ka zikr kitni martaba hua hai? 4 martaba hua hai.*
*115)quran paak me hazrat maryam ka zikr kitni martaba aya hai? 12 martaba hua hai.*
*116)qurane paak me hazrat nooh a.s ka zikr kitni martaba hua hai? 40 martaba hua hai.*
*117)qurane paak me saleha a.s ka zikr kitni martaba hua hai? 9 martaba hua hai.*
*118)qurane paak me kome aad ka zikr kitni martaba aya hai? 23 martaba aya hai.*
*119)qurane paak me hazrat saleha a.s ka zikr kitni martaba aya hai.*
*120)quran majid sub se pehle kahan likha hua tha or kitne arse me nazil huwa? quran majid sub se pehle lohe mehfuz me likha hua tha,waha se pehle aasman pe laya gay phir yaha se 23 saal k arse me waqfe waqfe se aqa do jahan s.a pr nazil kiya gaya.*
*121)quran majid ki talawat karne se pehle aauzbillah kyun padhte hai? surah tul nahal ayat no.98 me hukme khuda wandi hai quran majid padhne se pehle raande huwe shaitan se allah ki panah talab kiya kro isse malum hua k quran majid padhne se pehle aauzbillah padhna hukme ilahi hai.*
*122)hazrat hizqil a.s kon the? hazrat hizqil a.s hazrat musa a.s k 3re khilafe the jo mansabe nabuwat pr sarfaraz kiye gaye.*
*123)hazrat hizqil a.s ka laqab kya tha? hazrat hizqil a.s ka laqab ibnulajuz tha iska matlab hai(budhi aurat ka baita) kyun k aapki paidaish k waqt aapki walida bht budhi ho chuki thi isliye aapka laqab iblunajuz tha.*
*124)surah tul falaq or surah tul naas ko pabandi se padhne ki kya fazilat hai? Surah tul falaq or surah tul naas ko pabandi se padhne se andheri jaati rehti hai or padhne wale pr jaudu nhi ho sakta.*
*125)surah tul yaasin padhne ki kya fazilat hai?* *Awwal din yani dopher se pehle ffc se hajat puri hoti hai, bimar pr padhne se mushkilehi aasan hoti hai or gunaho se paak hone ka sabab banti hai.*
*126)hazrat shist k naam ka kya matlab hai? Shist suryani zaban ka lafz hai iska matlab allah ka atya hai.*
*127)kome samud ne hazrat saleha a.s se kya mojaza maanga tha?* *Kome samud ne hazrat saleha a.s se kaha tha k is pahadi se ek aesi hamila utni nilakale jo khub farba ho or trah k aibo se paak ho.*
*128)us muqam ka naam kya tha jahan chutiyan bakasrat mojud thi or hazrat suleman a.s apne lashkar k saath wahan se guzre.*
*129) jab hazrat suleman a.s apne lashkar k saath wadiye namal se guzar rhe the to ek chuti ne baaqi chutiyon se kya kahan tha? Jb hazrat suleman a.s apne lashkar k saath wadiys namal se guzar rhe the tb eik chuti ne baaqi chutiyon se kahan tha ka aye chutiyon, sb apne apne gharo me ghus jaao aisa na ho k sulem a.s or uska lashkar tumhe rond daale.*
*130)quran majid me surahtul baqarah me bayan kiye gaye char mashhoor mazamin bayan kare?* *Quran majid me surahtul baqarah me bayan kiye gaye char mashhoo mazami hai:*
*1)takhliqe adam a.s*
*2)hazrat irahim a.s ki* *duaa*
*3)taamire qaba*
*4)hazrat uzair a.s ka waqia.*
*131)qurane paak ki kitni surton k shuru me hurufe muqatiat hai? Qurane paak ki 29 surton k shuru me hurufe muqatiat hai.*
*132)quran majid ki kis sureh me ayal kursi hai? Surahtul baqarah me hai.*
*133)surah anaam ka naam anaam rkhne ki kya waja hai? Arbi me anaam mawaishyon ko kaha jata hai kuffar apni marzi se apne butu k liye mawaishyon ko khaas kr dete the or in mawaiahyon or chizo ko apni marzi se haram qarar de dete the surah namal ki ayat no.136 ta 138 me is k bare me bayan hai or mawaishyon ka zikr aya hai isi nisbat se is sureh ka naam anaam rkha gaya hai.*
*134)surah tul anaam me ruqu or ayaat ki tadaat kitni hai? Surah tul anaam me 20 ruqu or 165 ayaat hai.*
*135)surah tul anaam kis jaga nazil hui? Surah tul anaam makka mukarrama me nazil hui.*
*136)quran paak k ajza ko kya kehte hai? Quran paak k ajza ko surat kehte hai.*
*137)surat k ajza ko kya kehte hai? Surat k ajza ko aayat kehte hai.*
*138)quran paak me kitne paare hai or aap s.a k dor me quran majid ko kitne hisso me taqsim kiya gaya? Quran paak me 30 paare hai or aap s.a k dour me quran majid ko 7 hisson me taqsim kiya gaya tha.*
*139)quran paak ki pehli wahi kahan nazil hui? gare hira me nazil hui.*
*140)qurane paak ki aakhri aayat kb nazil hui? 11 hijri hijjatul wida k mouqe pr nazil hui.*
*141)quran paak me kitne tilawate sajde or ayaat hai? 14 sajde or ayaat 6666 hai.*
*142)quran paak pr airab kisne or kb lagaye? Quran paak pr 43 hijri me hijaj bin yusuf ne airab lagaye.*
*143)qurane paak ki muddate nuzul kya hai kitne arse me mukammal nazil hua? Qurane paak muddat nuzul 22 saal 5maah or 14din hai.*
*144)qurane paak pr konsi hijri me nukte lagaye gaye? 86 hijri me nuqte lagaye gaye.*
*145)qurane paak pr tashdid hamzah or mad kis ne lagaye the? Khalil bin ahmed basri ne lagaye the.*
*146)qurane paak ki sab se badi or chohti sureh konsi hai? Sab se badi surah surahtul baqarah hai or sab se chohti surah surah tul kosar hai.*
*147)qurane paake lafz qul se shuru hone wali kitni surate hai? 4 sureh hai.*
*148)qurane paak me do surate konsi hai jo sirf ek hurufe tahajji pr mushtamil hai? Surah tul qaaf or surah tul saad hai.*
*149)aayatal kursi ko kya kaha jata hai? Sardarul ayaat kaha jata hai ayatal kursi sab ayato ki sardar hai.*
*150)ayatal kursi sureh baqarah ki konsi ayat hai? 355 ayat hai.*
*151)qurane paak ki sab se chohti sureh surah tul kosar kitni ayaat pr mushtamil hai? 3 ayaat pr mushtamil hai.*
*152)qurane paak me sureh kosar k alawa kitni surte 3 ayaat pr mushtamil hai or konsi surahte hai? 2 surahte hai surah tul asar or surah tul nasar hai.*
*153)qurane paak ki konsi sureh me 2 baar bismillah sharif aati hai? Sureh namal me 2baar bismillah sharif ati hai.*
*154)qurane paak me sab se zyada kya baat ki taqid ki gai? Sab se zyada nama qayam krne ki taaqid ki gai hai.*
*155)qurane paak me nuzul k aitabar se konsa surah akhri hai? nuzul k aitabar se akhri surah surah tul toba hai.*
*156)qurane paak k hr paare ka naam kis naam se shuru hota hai?hr paare k pehle lafz k naam se shuru hota hai.*
*157)qurane paak me aise kitne muqamat hai jahan airab ki galti kufr tk ponhcha deti hai? aise 20muqamat hai.*
*158)qurane paak me nabi karim s.a k ek chacha ka zikr aya hai unka naam abu lahab hai.*
*159)qurane paak me nabi s.a k konse chacha ka naam aya hai? Abu lahab ka naam aya hai.*
*160)qurane paak kiski khilafat me kitabi surat me jama kiya gaya? Hazrat abu baqar sidiq ki khilafat me quran sharif kitabi surat me jama kiya gaya tha.*
*161)quran majid k 30 paare kis ki khilafat me banaye gaye? Hazrat usman r.a ki khilaf me banaye gaye.*
*162)qurane paak ki qalmaat ki taadaat kitni hai? 86430 hai.*
*163)qurane paak ki sahi qiraat k liye jo alamaat mukarrar hai unhe kya kehte hai? Ramoze auqaf kehte hai.*
*164)qurane paak me aise afrad jo nabi nhi the pr ache alfaz me zikr hua hai unk naam bataye? Hazrat luqman, azize misr, or hazrat zulqarnain hai.*
*165)qurane paak ki surato ki kitni qisme hai? 3 qisme.*
*166)qurane paak ki konsi sureh me sub se zyada ahkam hai? Surah tul baqarah me sab ae zyada ahkam aya hai.*
*167)pehli wahi k baad kitne arse tk quran paak ka nuzu band raha or is arse ko kya kehte hai? dhai saal quran paak ka nuzul band raha is arse ko daure fitrat kehte hai.*
*168)quran paak ka ek huruf padhne se kitni nekiyaan milti hai? 10 naikiyaan milti hai.*
*169)qurane paak ka mauzu kya hai? Insaan hai.*
*170)qurane paak ko sub se pehle kis ne shumaar kiya? Hazrat aaisha r.a ne kiya.*
*171)qurane paak me ya ayuhan nabiyu keh kr kitni martaba apne nabi ko pukara gaya? 11 marbata pukara gaya hai.*
*172)quran paak me kitni masjido ka zikr aya hai or un masjido ka naam kya hai? Masjide haram,masjide aqsa,masjide nabvi,masjide quba or masjide zarar ka zikr aya hai.*
*173)jb kuffar ne allah ka qalam maanne se inqar kr diya to khanaye qaba k darwaze pr konsi surat latkai gai? Sureh kosar latkai gai thi.*
*174)qurane paak me allah talaa ne sab se zyada konsi qom ko nafarman karar diya hai? Qome bani israil ko allah taala ne sab se zyada nafarman karar diya hai.*
*175)quran paak ki aakhri wahi k kaatib kon the? Hazrat abi bin kaab the.*
*176)qurane paak k sab se pehle haafiz kon the? Hamare pyare aqa s.a.w sab se pehle qurane haafiz the.*
*177)aap s.a.w ki wafaat k baad kitne sahabi hafize quran the? 22 sahabi haafize quran the.*
*178)faarsi zaban me sab se pehle quran paak ka kis ne tarjuma kiya? Shaikh saadi ne sab se pehle faarsi zaban me quran paak ka tarjuma kiya.*
*179)laatini zaban me sab se pehle qurane paak ka kis ne tarjuma kiya? Faransisi rahab patras narabals ne kiya.*
*180)qurane paak ka urdu me tarjuma sab se pehle kis ne kiya? Molana shah rafiuddin ne kya.*
*181)qurane paak ka jarmani zaban me sab se pehle tarjuma kisne kiya? Marten lother ne kiya.*
*182)bangali zaban me quran paak ka tarjuma sab se pehle kisne kiya? Molana abbas ali ne kiya.*
*183) marathi zaban me sab se pehle quran paak ka tarjuma kis ne kiya? Hakim sufi umair mahommad yaqub ne kiya.*
*184) japani zaban me qurane paak ka kisne kiya? Molana shaikh abdulrashid ibrahim.*
*185)sureh fatiha me ktini aayat or ruqu hai? 7 ayaat or 1 ruqu hai.*
*186)qurane paak ka manzum ka sab se pehla tarjuma kis ne kiya? Aga shayer qazlibas dahelvi ne kiya.*
*187)lafz surat ka matlab kya hai? Iska matlab Faseel hai.*
*188)ayaat ka maani kya hai? Nishani hai.*
*190)qurne paak ki konsi sureh ka ek ruqu makka mukarrama me or dusra ruqu madina me nazi me nazil hua or dusra ruqu jitne arse k baad madina me nazil hua? Sureh namal ka ek ruqu makka mukarrama me nazil hua or dusra ruqu 10saal k baad madina munawara me nazil hua.*
*191)kitni ummul momineen ko qurane paak hifz tha unk naam kya hai? 3 ummul momineen ko qurane paak hifz tha hazrat aysha hazrat hazrat hafsa or hazrat umme salma r.a hai.*
*192)aap s.a pr sab se pehle konsi surah nazil hui? Sureh alaq nazil hui.*
*193)qurane paak ka sab se pehle nazil hone wala lafz konsa tha? Iqra tha.*
*194)qurane paak k kis paare me sirf ek surah hai? 2re paare me sirf ek surah hai.*
*195)qurane paak me ruhul quddus ka lafz kitni martaba aya hai? 400 martaba aya hai.*
*196)qurane paak me hazrat ada a.s ka zikr kitni martaba aya hai? 17 martaba aya hai.*
*197)quran paak me hazrat maryam a.s ka ism mubarak kitni martaba aya hai? 12 martaba aya hai.*
*198)quran majid me hazrat ishaq a.s ka zikr kitni martaba hua hai? 10 martaba hua hai.*
*199)qurane paak me zulkifl a.s ka ism mubarak kitni martaba aya hai? 1martaba aya hai.*
*200)qurane paak me hazrat aziz a.s ka ism mubarak kitni martaba aya hai? 1 martaba aya hai.*
*201) Quran-e Paak me hazrat Zakriyan a.s ka zikr kitni martaba hua hai? 7martaba hua hai.*
*202) Jami-Ul Quran konse sahabi kehlate hai? Hazrat usman gani r.a kehlate hai.*
*203) tarjumanul quran kis sahabi ka naam hai? Hazrat abdullah bin abbas r.a ka naam hai.*
*204) Ahsan-Ul Qasas se murad konsi surah hai? Sureh yusuf hai.*
*205) Zeenat-Ul Quran konse sureh ka naam hai? Sureh arrehman ka naam hai.*
*206) Surat-Ul Daher ka doosra naam kya hai? Surah tul insaan hai.*
*207) Arsh-Ul Quran kis sureh ka naam hai? Sureh rehman ka naam hai.*
*208) Hijrate madina k waq Aap صلی اللہ علیہ وسلم kis surah ki tilawat farma rhe the? Sureh yaasin ki tilawat farma rhe the.*
*209) Gazu-E Dadar ka zikr kis sureh me aya hai? Sureh Anfaal me aya hai.*
*210) Pehli wahi k waqt Aap صلی اللہ علیہ وسلم ki umar mubarak kya thi? 40 saal 6 maah thi.*
*211) pehli wahi kis tarah nazil hui? Allah taala k farishte hazrat jibrail a.s lekar hazrat mahommad s.a k paas aaye the.*
*212) ummul kitaab kis sureh ko kehte hai? Sureh fatiha ko kehte hai.*
*213) tarteebe wahi nuzul k hisaab se sureh fatiha ka kiya no.hai? 5waan no.hai.*
*214) sureh fatiha ka kya maani hai? Duaa k hai.*
*215) Baqarah se kya murad hai? Gaaey ya gaaey ka bachda hai.*
*216) Quran Paak ki sab se tawil surah konsi hai? Surh tul baqarah hai.*
*217) Surat-Ul Baqarah me kitne ruqu hai? 40 ruqu hai.*
*218) Hazrat musa علیہ السلام ne kis k ghar me parwarish paai? Firon k ghar me parwarish paai.*
*219) Firon ki bivi ka naam kya tha? Hazrat aasia rehmatullah alaih tha.*
*220) musa علیہ السلام k bade bhai ka kya naam tha? Hazrat haaroon a.s tha.*
221) *quran-e paak me sab se pehle kis paigambar پیغمبر ka zikr aya hai? Hazrat adam a.s ka aya hai.*
*222) hazrat adam علیہ السلام k walid ka kya naam hai? Un k koi walid nhi hai allah ne apni qudrat mitti se paida kiye the.*
*223) hazrat adam علیہ السلام ki walida ka kya naam hai?unki koi walida nhi hai.*
*224) hazrat adam a.s kaise paida howe? Bagair maa baap k paida howe.*
*225) quran majid me hazrat musa علیہ السلام ka ism mubarak kitni martaba aya hai? 136 martaba aya hai.*
*226) quran maji مجید me hazrat adam علیہ السلام ka ism mubarak kitni martaba or kitni ayaton me aya hai? 25martaba or 25 ayato me aya hai.*
*227) quran-e paak me hazrat nooh علیہ السلام ka ism mubarak kitni martaba aya hai? 43 martaba aya hai.*
*228) quran-e majid me hazrat ibrahim علیہ السلام ka isme mubarak kitni martaba aya hai? 69martaba aya hai.*
*229) quran-e majid me hazrat ismail علیہ السلام ka isme mubarak kitni martaba aya hai? 12 martaba aya hai.*
*230) quran majid me hazrat ishaq علیہ السلام ka isme mubarak kitni martaba aya hai? 17martaba aya hai.*
*231) quran majid me hazrat yaqub علیہ السلام ka isme mubarak kitni martaba aya hai? 16martaba aya hai.*
*232) quran majid me hazrat yusu یوسف علیہ السلام ka isme mubarak kitni martaba aya hai? 27martaba aya hai.*
*233)quran majid me hazrat dawood علیہ السلام ka isme mubarak kitni martaba aya hai? 16martaba aya hai.*
*234)quran majid me hazrat suleman علیہ السلام ka isme mubarak kitni martaba aya hai? 17martaba aya hai.*
*235)quran majid me hazrat ayub علیہ السلام ka isme mubarak kitni martaba ay hai? 4martaba aya hai*
*236)quran majid me hazrat mus حضرت موسی علیہ السلام ka isme mubarak kitni martaba aya hai? 136martaba aya hai.*
*237) quran majid me hazrat haroon علیہ السلام ka isme mubarak kitni martaba aya hai? 20martaba aya hai.*
*238) q قرآن مجید majid me hazrat zakariya a.s ka isme mubarak kitni martaba aya hai? 7martaba aya hai.*
*239) quran majid me hazrat yahya علیہ السلام ka isme mubarak kitni martaba aya hai? 5martaba aya hai.*
*240) quran-e-majid me hazrat isa علیہ السلام ka isme mubarak kitni martaba aya hai? 25martaba aya hai.*
*241) quran-e-majid me hazrat ilyas علیہ السلام ka isme mubarak kitni martaba aya hai? 3martaba aya hai.*
*242) quran majid me hazrat al yasa علیہ السلام ka isme mubarak kitni martaba aya hai? 2martaba aya hai.*
*243) qurane majid me hazrat zulkifl علیہ السلام ka isme mubarak kitni martaba aya hai? 2martaba aya hai.*
*244) quran-e-majid me hazrat yunus علیہ السلام ka isme mubarak kitni martaba aya hai? 4martaba aya hai.*
*245) quran-e-majid me hazrat loot علیہ ا لسلام ka isme mubarak kitni martaba aya hai? 27martaba aya hai.*
*246) quran-e-majid me hazrat idrees علیہ السلام ka iame mubarak kitni martaba aya hai? 2martaba aya hai.*
*247) quran-e-majid me hazrat salha علیہ السلام ka isme mubarak kitni martaba aya hai? 9martaba aya hai.*
*248)quran-e-majid me hazrat hood علیہ السلام ka isme mubarak kitni martaba aya hai? 7martaba aya hai.*
*250) qurane majid me hazrat shoaib ka isme mubarak kitni martaba aya hai? 11martaba aya hai.*
*251) quran majid me hazrat uzair علیہ السلامka isme mubarak kitni martaba aya hai? 1martaba aya hai.*
*252)quran majid me hazrat uzair علیہ السلام ka isme mubarak kitni martaba aya hai? 1martaba aya hai.*
*253) quran majid me hamare pyare aqa muhommad مصطفی صلی اللہ علیہ وسلم ka ism mubarak kitni martaba aya hai? 4martaba aya hai.*
*254) quran-e-paak ka pehla sajda tilawat konse paare me hai? 9 paare me hai.*
*255) quran-e-majid ka dusra (2 sajda) konse paare me hai? 13paare me hai.*
*256) quran majid ka tisra (3 sajda) konse paare me hai? 14paare me hai.*
*257) quran majid ka chohta (4 sajda) konse paare me hai? 15paare 9me hai.*
*258) quran majid ka paanchwan (5وا sajda) konse paare me hai? 16وے paare me hai.*
*259) qurane majid me chahtta (6 sajda) konse paare me hai? 17paare ئme hai.*
*260) quran majid ka saatwan (7واں sajda)konse paare me hai? 19وے paare me hai.*
*261)qurane majid ka aathawa (8واں sajda) konse paare me hai? 19وے paare me hai.*
*262) quran majid ka (9wa sajda) kis paare me hai? 21we paare me hai.*
*263) quran paak ka (10wa sajda) kis paare me hai? 23we paare me hai.*
*264) quran paak ka (10wa sajda) kis paare me hai? 23we paare me hai.*
*265) qurane paak ka (11wa sajda) kis paare me hai? 24we paare me hai.*
*266) qurane paak ka (12wa sajda) kis paare me hai? 27we paare me hai.*
*267) qurane paak ka (13wa sajda) kis paare me hai? 30we paare me hai.*
*268) qurane paak ka (14wa sajda) kis paare me hai? 30we paare me hai.*
*269) Iraq ke kis qatib ne quran karim ko 64 martaba apne hatho se likha tha? Ibnulbawab ne 64 martaba qurane paak ko apne hatho se likha tha.*
*270) qurane paak ki kis sureh me gazway-e-ahad ka zikr tafsil se aya hai? Sureh ale imran me aya hai.*
*271) Ramadan-Ul Mubarak ye wo mahina hai jis me qurane paak nazil hua iska zikar qurane paak ki konsi sureh me aya hai? Sureh baqarah ki 185 aayat me aya hai.*
*272) Shab-E-Qadar hazar mahino se zyada behter ye zikar kis sureh me aya hai? Sureh qadar me aya hai.*
*273) Gare Hira par jab pehli wahi nazil hui thi wo konsi raat thi? Shab-E-Qadar ki raat thi.*
*274) qurane majid me kitni surahto me sirf ek ruqu hai? 36 surahto me sirf ek ruqu hai.*
*275) Quran Majid me kitni surahto me sirf do (2 ruqu) hai? 21sureh hai.*
*276) quran majid me Gazwaye Badar ka zikar kis naam se aya hai? Yom-Ul-Furqar naam se aya hai.*
*277) quran majid me kis sureh k baare me kaha jata hai k ye inasano ki hidayat k liye kaafi hai? Sureh asar k baare me kaha jata hai.*
*278) quran majid me kis ek wahid khatun ka naam aya hai? Bibi maryam ka aya hai.*
*279) quran majid me kis paigamber ka apni walida k naam k saat aya hai? Hazrat isa a.s ka apni walida k naam k saath naam aya hai.*
*280) quran majid ki aakhri surah konsi hai? Sureh naas hai.*
*281) Sureh Rehman Quran Majid k konse paare me hai? 27we paare me hai.*
*282) Allah k Rasool محمد مصطفی صلی اللہ علیہ وسلم ka konsa isme mubarak quran paak me aaye hai? Ahmed احمد or mahommad محمد مصطفی صلی اللہ علیہ وسلم آیا ہے۔*
*283) quran majid me konsi masajid ka zikr aya hai? Masjide haram, masjide aqsa, masjide nabvi, quba, masjide aqsa or masjide zarar ka zikr aya hai.*
*284) quran majis me konse parindo ka zikr aya hai? Kawwa, bud bud or ababil ka zikr aya hai.*
*285) quran majid ki sab se pehli surah konsi hai? Sureh fatiha hai.*
*286) wo kon se wahid sahabi hai jinka naam qurane paak me aya hai? Zaid bin haaris r.a hai.*
*287) quran majid ki aakhri surah konsi hai? Sureh naas hai.*
*288) quran majid ki konsi sureh me chunti ka zikr aya hai? Sureh namal me aya hai*
*289) sureh yasin (یس) quran majid k konse paare me hai? 22 or 23we paare me hai.*
*290) Aap صلی اللہ علیہ وسلم ki risalat ki ibtada kis sureh k nuzul se hui? Sureh mudassir se hui.*
*291) konsi sureh k nuzul k baad aap صلی اللہ علیہ وسلم ne khule aam kafiro ko islam ki dawat di? Sureh kifirun k baad khule aam islam ki dawat di.*
*292) quran majid me kitne ambiyae kiram انبیاء کرام ka zikar hai? 26 hai.*
*293) quran majid me namaz qayam krne ki taaqid kitni martaba aai hai? 700martaba aai hai.*
*294) Abaraha or uske lashkar ka zikr quran majid ki kis sureh me aya hai? Sureh fail me aya hai.*
*295) quran majid k konse paare or surah me nabi karim صلی اللہ علیہ وسلم ka isme mubarak ahmed aya hai? 28wa para or sure assaif me aya hai.*
*296) qurane majid ka nuzul kis sun aesvi me hua? 14 agust 610hijri ko hua.*
*297) quran karim k nuzul ka agaaz kb hua?12 qabal hijrat yaani hijrat k 12saal pehle hua.*
*298) wo konsi sureh hai jiska ek ruku makka mukarrama me or dusra ruqu madina munawwara me nazil hu? Sureh muzammil hai.*
*299) sureh aale imraan kis namaz k waqt nazil hui? Namaze fajar k waqt nazil hui.*
*300)makki daur k ibtadai marhale me kitni surahte nazil hui? 9sureh nazil hui.*
........☎️ *8080603074*
This is dummy text. It is not meant to be read. Accordingly, it is difficult to figure out when to end it. But then, this is dummy text. It is not meant to be read. Period.
ConversionConversion EmoticonEmoticon