Ramadan ul mubarak me pura quraan paak padhna behtar hai ya adha quraan paak tafseel wa tafseer se padhna behtar hai .
*quraane paak ko tafseel wa tafseer se padhna zyada sawb wa ajar hai chahe quraane paak ka kuch hissa hi padho pr ache se dhiyaan se padho tafseel wa tafseer ke saath or tajweed wa makharij se padhna ache khubsurat adayegi ke saath quraane paak ki tilawat karna allah ko bht pasand hai.
*quraane paak sahi talafuz ke saath padhna chahiye.
*quraane paak ko kaamil wuzu ba adab qibla rukh ho kr padhna chahiye.
*quraan paak ko uper unchi jaga rakhe taake be adbi na ho.
2 comments
Click here for commentsیا اللہ تمام مسلمانوں کو صحیح طریقے کے ساتھ
Replyقرآن پاک کو سمجھ کر پڑھنے اور اس پر عمل
کرنے کی توفیق عطا فرما۔ ۔
آمین ثم آمین
ReplyConversionConversion EmoticonEmoticon